Vacancies List
Sr. No. | Post Name | Number of Posts |
---|---|---|
1 | Sweepers | Multiple |
2 | Naib Qasid | Multiple |
3 | Attendant | Multiple |
4 | Electrician | Multiple |
5 | Laboratory Attendant | Multiple |
6 | Mali | Multiple |
Eligibility Requirements
In jobs ke liye apply karne ke liye ye shara’it pori karni zaroori hain:
- Taleem: Umeedwar ka taleem ya to parhne likhne tak ho ya matriculation tak. Mukhtalif posts ke liye specific qualification darkaar hai.
- Umr: 18 se 31 saal ke darmiyan ho. Age relaxation hukoomati qawaneen ke mutabiq di ja sakti hai.
- Tajurba: Har job ke liye zaroori nahi, magar relevant tajurba ko tarjeeh di jayegi. Electrician ke liye technical skills ya certifications darkaar ho sakti hain.
- Documents: CNIC, taleemi sanadain aur domicile form ke sath lagani zaroori hain.
How to Apply?
Apply karne ke liye sab documents ikathtay karein aur application complete karen. Adhoori ya late applications qabool nahi hongi. Apni application form ke sath CNIC, taleemi sanadain aur zaroori documents ki photocopy lagayein.
Jo log already sarkari jobs mein hain wo proper channel se apply karein aur NOC shamil karein. Shortlisted umeedwaron ko test ya interview ke liye bulaya jayega. Sirf wohi candidates agle marahil ke liye qualify karenge jo shara’it pori karenge. Dhyan rahe ke selection ke dauran sifarish karna disqualification ka sabab ban sakta hai. Test ya interview ke liye TA/DA nahi diya jayega.
Contact Details of the Company
Organization Name | Contact Email/Number | Address |
---|---|---|
Govt Organizations | Not Provided | Punjab, Pakistan |
Leave a Comment